Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain, Urdu Ghazal By Hassaan Haider

Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassaan Haider. Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انسان اسی طرح سے ہیں صاحب عجیب ہیں

حسان حیدر

انسان اسی طرح سے ہیں صاحب عجیب ہیں

اتنا نہ غور کیجیے ہم سب عجیب ہیں

الجھا دیا ہے کیسا دل و بے دلی کے بیچ

اے روزگار عشق یہ کرتب عجیب ہیں

میں کون ہوں تو کون ہے یہ لوگ کون ہیں

کس نے کیے یہ درجے مرتب عجیب ہیں

کہتا ہے دل کہ ایک ذرا چوم دیکھیے

دل کش تو خیر ہوتے ہیں وہ لب عجیب ہیں

ہم سے نہ سطر ہست پہ کچھ گفتگو کرو

اپنی سمجھ میں آئے جو مطلب عجیب ہیں

سب ٹھیک تھے ہمیں ہی شکایت عبث رہی

حیدرؔ ہم ایسے لوگ کھلا اب عجیب ہیں

حسان حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain

Hassaan Haider

insan isi tarah se hain sahib ajib hain
itna na ghaur kijiye hum sab ajib hain
uljha diya hai kaisa dil-o-be-dili ke bich
ai rozgar-e-ishq ye kartab ajib hain
main kaun hun tu kaun hai ye log kaun hain
kis ne kiye ye darje murattab ajib hain
kahta hai dil ki ek zara chum dekhiye
dilkash to KHair hote hain wo lab ajib hain
hum se na satr-e-hast pe kuchh guftugu karo
apni samajh mein aae jo matlab ajib hain
sab Thik the hamein hi shikayat abas rahi
'haidar' hum aise log khula ab ajib hain

(620) ووٹ وصول ہوئے

You can read Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain written by Hassaan Haider at UrduPoint. Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain is one of the masterpieces written by Hassaan Haider. You can also find the complete poetry collection of Hassaan Haider by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassaan Haider' above.

Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Insan Isi Tarah Se Hain Sahib Ajib Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.