Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin, Urdu Ghazal By Hassaan Haider

Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassaan Haider. Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظام زر کا یہ بیہودہ جال تھا ہی نہیں

حسان حیدر

نظام زر کا یہ بیہودہ جال تھا ہی نہیں

ہماری پوٹلی میں ایسا مال تھا ہی نہیں

ہزار صورتیں دیکھی تھیں ایک صورت میں

غم زمانہ ہمارا وبال تھا ہی نہیں

چلے ہی چلتے تھے اک روشنی کی رو میں کہیں

سفر نوردی کچھ ایسا کمال تھا ہی نہیں

برس رہا تھا مکانوں پہ ابر زوروں کا

مگر یہ دل کہ سرے سے نہال تھا ہی نہیں

شبیں یوں ہی کسی خال دہن میں کاٹتے تھے

جنون کرنے کا کوئی خیال تھا ہی نہیں

مگر زمانہ رگ و پے میں سے گزرتا ہے

کہ اب کی بار وہ اپنی مثال تھا ہی نہیں

حسان حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin

Hassaan Haider

nizam-e-zar ka ye behuda jal tha hi nahin
hamari poTli mein aisa mal tha hi nahin

hazar suraten dekhi thin ek surat mein
gham-e-zamana hamara wabaal tha hi nahin

chale hi chalte the ek raushni ki rau mein kahin
safar-nawardi kuchh aisa kamal tha hi nahin

baras raha tha makanon pe abr zoron ka
magar ye dil ki sire se nihaal tha hi nahin

shaben yunhi kisi KHal-e-dahan mein kaTte the
junun karne ka koi KHayal tha hi nahin

magar zamana rag-o-pai mein se guzarta hai
ki ab ki bar wo apni misal tha hi nahin

(618) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin written by Hassaan Haider at UrduPoint. Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin is one of the masterpieces written by Hassaan Haider. You can also find the complete poetry collection of Hassaan Haider by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassaan Haider' above.

Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nizam-e-zar Ka Ye Behuda Jal Tha Hi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.