Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai, Urdu Ghazal By Hassan Akbar Kamal

Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Akbar Kamal. Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غزل میں حسن کا اس کے بیان رکھنا ہے

حسن اکبر کمال

غزل میں حسن کا اس کے بیان رکھنا ہے

کمال آنکھوں میں گویا زبان رکھنا ہے

جہاز راں ہنر و حوصلہ نہ لے جا ساتھ

ہوا کے رخ پہ اگر بادبان رکھنا ہے

بھرا تو ہے مرا ترکش مگر یہ دل ہے گداز

سو عمر بھر مجھے خالی کمان رکھنا ہے

دیے بجھاتی رہی دل بجھا سکے تو بجھائے

ہوا کے سامنے یہ امتحان رکھنا ہے

بہت ہنسے مرے اس فیصلے پہ سایہ نشیں

کہ سر پہ دھوپ کو اب سائبان رکھنا ہے

ہو انتظار بہاراں جہاں نہ رنج خزاں

کمالؔ ایسا بیاباں مکان رکھنا ہے

حسن اکبر کمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai

Hassan Akbar Kamal

ghazal mein husn ka us ke bayan rakhna hai
kamal aaankhon mein goya zaban rakhna hai

jahaz-ran hunar o hausla na le ja sath
hua ke ruKH pe agar baadban rakhna hai

bhara to hai mera tarkash magar ye dil hai gudaz
so umr bhar mujhe KHali kaman rakhna hai

diye bujhati rahi dil bujha sake to bujhae
hawa ke samne ye imtihan rakhna hai

bahut hanse mere is faisle pe saya-nashin
ki sar pe dhup ko ab saeban rakhna hai

ho intizar-e-bahaaran jahan na ranj-e-KHizan
'kamal' aisa bayaban makan rakhna hai

(805) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai written by Hassan Akbar Kamal at UrduPoint. Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai is one of the masterpieces written by Hassan Akbar Kamal. You can also find the complete poetry collection of Hassan Akbar Kamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Akbar Kamal' above.

Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghazal Mein Husn Ka Uske Bayan Rakhna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.