Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka, Urdu Ghazal By Hassan Akbar Kamal

Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Akbar Kamal. Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے تنہائی میں بہنا آنسوؤں کا

حسن اکبر کمال

ہے تنہائی میں بہنا آنسوؤں کا

سبب چہروں کی ان شادابیوں کا

بظاہر میں بھی خوش اور تو بھی مسرور

مگر دیکھے کوئی عالم دلوں کا

وفا پرچھائیں کی اندھی پرستش

محبت نام ہے محرومیوں کا

ہے اپنی زندگی جتنا پرانا

تعلق آنکھ سے ویرانیوں کا

ہر اک چہرے پہ ہے تحریر غم کی

ضروری تو نہیں کھلنا لبوں کا

یہ میں ہوں یا کوئی معصوم بچہ

تعاقب کر رہا ہے تتلیوں کا

کمالؔ اب خود بھٹکتا پھر رہا ہے

تمنائی تھا اڑتی خوشبوؤں کا

حسن اکبر کمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka

Hassan Akbar Kamal

hai tanhai mein bahna aansuon ka
sabab chehron ki in shadabiyon ka

ba-zahir main bhi KHush aur tu bhi masrur
magar dekhe koi aalam dilon ka

wafa parchhain ki andhi parastish
mohabbat nam hai mahrumiyon ka

hai apni zindagi jitna purana
talluq aankh se viraniyon ka

har ek chehre pe hai tahrir gham ki
zaruri to nahin khulna labon ka

ye main hun ya koi masum bachcha
taaqub kar raha hai titliyon ka

'kamal' ab KHud bhaTakta phir raha hai
tamannai tha uDti KHushbuon ka

(673) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka written by Hassan Akbar Kamal at UrduPoint. Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka is one of the masterpieces written by Hassan Akbar Kamal. You can also find the complete poetry collection of Hassan Akbar Kamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Akbar Kamal' above.

Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Tanhai Mein Bahna Aansuon Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.