Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm, Urdu Nazam By Hassan Akbar Kamal

Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hassan Akbar Kamal. Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مشرقی لڑکیوں کے نام ایک نظم

حسن اکبر کمال

وہی دریا

جوان رنگین نازک مچھلیوں کا

ہے بچھونا اوڑھنا

یہ مچھلیاں بھولی

اسی میں زندہ رہنا چاہتی ہیں

اور بہاؤ کے مخالف تیرنے کی

آرزو بھی دل میں رکھتی ہیں

مگر دریا

انہیں خاشاک کی صورت بہا کر

ایک دن پر شور کف آلود پر ہیبت سمندر کے حوالے کرنے والا ہے

یہی ہوتا رہا ہے

تو کیا دریا یہی کرتا رہے گا

حسن اکبر کمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm

Hassan Akbar Kamal

wahi dariya
jawan rangin nazuk machhliyon ka
hai bichhauna oDhna
ye machhliyan bholi
isi mein zinda rahna chahti hain
aur bahao ke muKHalif tairne ki
aarzu bhi dil mein rakhti hain
magar dariya
unhen KHashak ki surat baha kar
ek din pur-shor kaf-alud pur-haibat samundar ke hawale karne wala hai
yahi hota raha hai
to kya dariya yahi karta rahega

(1192) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm written by Hassan Akbar Kamal at UrduPoint. Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm is one of the masterpieces written by Hassan Akbar Kamal. You can also find the complete poetry collection of Hassan Akbar Kamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Akbar Kamal' above.

Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm is a widely read Urdu Nazam. If you like Mashriqi LaDkiyon Ke Nam Ek Nazm, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.