Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha, Urdu Ghazal By Hassan Akbar Kamal

Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Akbar Kamal. Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ شخص تو مجھے حیران کرتا جاتا تھا

حسن اکبر کمال

وہ شخص تو مجھے حیران کرتا جاتا تھا

کہ زخم دے کے مجھے ان کو بھرتا جاتا تھا

دریچہ کھولتے جو ہاتھ ان میں تھی زنجیر

گلی سے ایک مسافر گزرتا جاتا تھا

بنائے جاتا تھا میں اپنے ہاتھ کو کشکول

سو میری روح میں خنجر اترتا جاتا تھا

اسے ملال سے تکتی تھیں گاؤں کی گلیاں

وہ نغمہ گر جو سیے لب گزرتا جاتا تھا

بنائے جاتا تھا اس کو حسیں نہ جانے کون

بدن وہ پھول نہ تھا اور نکھرتا جاتا تھا

تلاش زر میں جواں کوچ کرتے جاتے تھے

کمالؔ گاؤں کا سب حسن مرتا جاتا تھا

حسن اکبر کمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha

Hassan Akbar Kamal

wo shaKHs to mujhe hairan karta jata tha
ki zaKHm de ke mujhe un ko bharta jata tha

daricha kholte jo hath un mein thi zanjir
gali se ek musafir guzarta jata tha

banae jata tha main apne hath ko kashkol
so meri ruh mein KHanjar utarta jata tha

use malal se takti thin ganw ki galiyan
wo naghma-gar jo siye lab guzarta jata tha

banae jata tha us ko hasin na jaane kaun
badan wo phul na tha aur nikharta jata tha

talash-e-zar mein jawan kuch karte jate the
'kamal' ganw ka sab husn marta jata tha

(784) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha written by Hassan Akbar Kamal at UrduPoint. Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha is one of the masterpieces written by Hassan Akbar Kamal. You can also find the complete poetry collection of Hassan Akbar Kamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Akbar Kamal' above.

Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo ShaKHs To Mujhe Hairan Karta Jata Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.