Aastane Lahu Mein Tar Dekhe, Urdu Ghazal By Hassan Bakht

Aastane Lahu Mein Tar Dekhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Bakht. Aastane Lahu Mein Tar Dekhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aastane Lahu Mein Tar Dekhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آستانے لہو میں تر دیکھے

حسن بخت

آستانے لہو میں تر دیکھے

ابن مریم صلیب پر دیکھے

یہ کرشمہ ہے دیر و کعبہ کا

جلتے آتش بغیر گھر دیکھے

دیکھی تقدیس ناچتے عریاں

ہنستے اس پر حرم کے در دیکھے

شمع روئی نہ حشر محفل پر

لٹتے جذبات تا سحر دیکھے

پھول مسلے گئے عقیدت کے

جلوے محمل کے در بدر دیکھے

چشم عبرت میں پڑ گئے کانٹے

دیکھنے والے بے بصر دیکھے

پاؤں اٹھتے نہیں مسافر کے

سانپ کی طرح رہ گزر دیکھے

ہم کو نسبت نہ ہو سکندر سے

ہم بھٹکتے رہیں خضر دیکھے

بختؔ ڈوبا کچھ اس طرح ساحل

چشم برباد سے بھنور دیکھے

حسن بخت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aastane Lahu Mein Tar Dekhe

Hassan Bakht

aastane lahu mein tar dekhe
ibn-e-mariyam salib par dekhe

ye karishma hai dair-o-kaba ka
jalte aatish baghair ghar dekhe

dekhi taqdis nachte uryan
hanste us par haram ke dar dekhe

shama roi na hashr-e-mahfil par
luTte jazbaat ta-sahar dekhe

phul masle gae aqidat ke
jalwe mahmil ke dar-ba-dar dekhe

chashm-e-ibrat mein paD gae kanTe
dekhne wale be-basar dekhe

panw uThte nahin musafir ke
sanp ki tarah rahguzar dekhe

hum ko nisbat na ho sikandar se
hum bhaTakte rahen KHizar dekhe

'baKHt' Duba kuchh is tarah sahil
chashm-e-barbaad se bhanwar dekhe

(898) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aastane Lahu Mein Tar Dekhe written by Hassan Bakht at UrduPoint. Aastane Lahu Mein Tar Dekhe is one of the masterpieces written by Hassan Bakht. You can also find the complete poetry collection of Hassan Bakht by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Bakht' above.

Aastane Lahu Mein Tar Dekhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aastane Lahu Mein Tar Dekhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.