Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun, Urdu Ghazal By Hassan Naeem

Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Naeem. Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں غزل کا حرف امکاں مثنوی کا خواب ہوں

حسن نعیم

میں غزل کا حرف امکاں مثنوی کا خواب ہوں

اپنی سب روداد لکھنے کے لئے بیتاب ہوں

میں ببولوں کی طرح پھولا پھلا ہوں دشت میں

ابر آئے یا نہ آئے میں سدا شاداب ہوں

موج صہبا ہوں اگر ہے ظرف یاراں آئنہ

کچھ غبار آئے نظر تو سر بسر گرداب ہوں

میں ہوں اک ویراں ستارہ گر ہے کوئی نا شناس

کوئی ہے روشن نظر تو چشمۂ مہتاب ہوں

کیا سمجھ کر مجھ سے الجھے ہیں حسنؔ لیل و نہار

آپ اپنا روز و شب ہوں آپ عالم تاب ہوں

حسن نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun

Hassan Naeem

main ghazal ka harf-e-imkan masnawi ka KHwab hun
apni sab rudad likhne ke liye betab hun

main babulon ki tarah phula-phala hun dasht mein
abr aae ya na aae main sada shadab hun

mauj-e-sahba hun agar hai zarf yaran aaina
kuchh ghubar aae nazar to sar-ba-sar girdab hun

main hun ek viran sitara-gar hai koi na-shanas
koi hai raushan-nazar to chashma-e-mahtab hun

kya samajh kar mujh se uljhe hain 'hasan' lail-o-nahaar
aap apna roz-o-shab hun aap aalam-tab hun

(647) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun written by Hassan Naeem at UrduPoint. Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun is one of the masterpieces written by Hassan Naeem. You can also find the complete poetry collection of Hassan Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Naeem' above.

Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Ghazal Ka Harf-e-imkan Masnawi Ka KHwab Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.