Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega, Urdu Ghazal By Hassan Nasir

Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Nasir. Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منظر میں اگر کچھ بھی دکھائی نہیں دے گا

حسن ناصر

منظر میں اگر کچھ بھی دکھائی نہیں دے گا

کوئی بھی ترے حق میں صفائی نہیں دے گا

وہ چاند جو اترا ہے کسی اور کے گھر میں

مجھ کو تو اندھیروں سے رہائی نہیں دے گا

خود اپنی زبانوں سے لہو چاٹنے والو

ظالم تو ستم کر کے دہائی نہیں دے گا

سہمی ہے سماعت کہ کوئی لفظ ہی گونجے

اک شور کہ پھر کچھ بھی سنائی نہیں دے گا

دہلیز کے اس پار بھی پہنچے گا بالآخر

کب تک یہ لہو اس کو دکھائی نہیں دے گا

جو شخص کمائے گا وہی کھائے گا ناصرؔ

اوروں کو کوئی اپنی کمائی نہیں دے گا

حسن ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega

Hassan Nasir

manzar mein agar kuchh bhi dikhai nahin dega
koi bhi tere haq mein safai nahin dega

wo chand jo utra hai kisi aur ke ghar mein
mujh ko to andheron se rihai nahin dega

KHud apni zabanon se lahu chaTne walo
zalim tu sitam kar ke duhai nahin dega

sahmi hai samaat ki koi lafz hi gunje
ek shor ki phir kuchh bhi sunai nahin dega

dahliz ke us par bhi pahunchega bil-aKHir
kab tak ye lahu us ko dikhai nahin dega

jo shaKHs kamaega wahi khaega 'nasir'
auron ko koi apni kamai nahin dega

(609) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega written by Hassan Nasir at UrduPoint. Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega is one of the masterpieces written by Hassan Nasir. You can also find the complete poetry collection of Hassan Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Nasir' above.

Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzar Mein Agar Kuchh Bhi Dikhai Nahin Dega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.