Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin, Urdu Ghazal By Hassan Zaheer Raja

Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Zaheer Raja. Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر گھڑی خوف کے گرداب میں رہنا ہی نہیں

حسن ظہیر راجا

ہر گھڑی خوف کے گرداب میں رہنا ہی نہیں

اب مجھے حلقۂ احباب میں رہنا ہی نہیں

میں تری بات کرا دیتا ہوں خود سے لیکن

آنکھ کہتی ہے کسی خواب میں رہنا ہی نہیں

نام بھی لیتا نہیں اب وہ کہیں جانے کا

کل جو کہتا تھا کہ پنجاب میں رہنا ہی نہیں

ہم ملاقات کے اوقات بڑھا دیں لیکن

دیر تک چاند کو تالاب میں رہنا ہی نہیں

وہ تو ایسے ہی مجھے آپ بلاتی ہے حسنؔ

جب کہ مجھ کو ادب آداب میں رہنا ہی نہیں

حسن ظہیر راجا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin

Hassan Zaheer Raja

har ghaDi KHauf ke girdab mein rahna hi nahin
ab mujhe halqa-e-ahbab mein rahna hi nahin

main teri baat kara deta hun KHud se lekin
aankh kahti hai kisi KHwab mein rahna hi nahin

nam bhi leta nahin ab wo kahin jaane ka
kal jo kahta tha ki punjab mein rahna hi nahin

hum mulaqat ke auqat baDha den lekin
der tak chand ko talab mein rahna hi nahin

wo to aise hi mujhe aap bulati hai 'hasan'
jab ki mujh ko adab-adab mein rahna hi nahin

(804) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin written by Hassan Zaheer Raja at UrduPoint. Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin is one of the masterpieces written by Hassan Zaheer Raja. You can also find the complete poetry collection of Hassan Zaheer Raja by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Zaheer Raja' above.

Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har GhaDi KHauf Ke Girdab Mein Rahna Hi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.