Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai, Urdu Ghazal By Hatim Ali Mehr

Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hatim Ali Mehr. Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گریباں ہاتھ میں ہے پاؤں میں صحرا کا داماں ہے

حاتم علی مہر

گریباں ہاتھ میں ہے پاؤں میں صحرا کا داماں ہے

بس اب پاؤں ہیں اپنے اور سر خار مغیلاں ہے

ہوائے‌ دشت وحشت ہم کو لے اڑتی ہے بستی سے

ہمارا عنصر خاکی مگر ریگ بیاباں ہے

سبق کو دیکھتا ہوں رات بھر اور پھر الجھتا ہوں

مطول مختصر وہ شرح شعر زلف پیچاں ہے

جلاتا ہے یہ پروانوں کو وصف‌ شعلہ رویاں سے

زبان خامہ بھی اب تو زبان شمع سوزاں ہے

حاتم علی مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai

Hatim Ali Mehr

gareban hath mein hai panw mein sahra ka daman hai
bas ab panw hain apne aur sar-e-KHar-e-mughilan hai

hawa-e-dasht-e-wahshat hum ko le uDti hai basti se
hamara unsur-e-KHaki magar reg-e-bayaban hai

sabaq ko dekhta hun raat bhar aur phir ulajhta hun
mutawwal muKHtasar wo sharh-e-sher-e-zulf-e-pechan hai

jalata hai ye parwanon ko wasf-e-shoala-ruyan se
zaban-e-KHama bhi ab to zaban-e-sham-e-sozan hai

(648) ووٹ وصول ہوئے

You can read Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai written by Hatim Ali Mehr at UrduPoint. Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai is one of the masterpieces written by Hatim Ali Mehr. You can also find the complete poetry collection of Hatim Ali Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hatim Ali Mehr' above.

Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka Daman Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.