Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl, Urdu Ghazal By Hatim Ali Mehr

Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hatim Ali Mehr. Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھل گیا ان کی مسیحائی کا عالم شب وصل

حاتم علی مہر

کھل گیا ان کی مسیحائی کا عالم شب وصل

میرا دم بند ہے دیتے ہیں مجھے دم شب وصل

جیب کے پرزے اڑے پھٹ گئی محرم شب وصل

میرے ان کے رہا کچھ اور ہی عالم شب وصل

جی میں ہے کہئے موذن سے یہ ہمدم شب وصل

یوں نہ چیخا کرو اے قبلۂ عالم شب وصل

وہ نہ سوئے ہوں جدا یا نہ لڑے ہوں ہم سے

اس طرح کی ہوئی صحبت تو بہت کم شب وصل

صبح ہوتے ہی مجھے اشکوں سے منہ دھونا ہے

مجھ سے آنکھیں نہ چرا دیدۂ پر نم شب وصل

حاتم علی مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl

Hatim Ali Mehr

khul gaya un ki masihai ka aalam shab-e-wasl
mera dam band hai dete hain mujhe dam shab-e-wasl

jeb ke purze uDe phaT gai mahram shab-e-wasl
mere un ke raha kuchh aur hi aalam shab-e-wasl

ji mein hai kahiye moazzin se ye hamdam shab-e-wasl
yun na chiKHa karo ai qibla-e-alam shab-e-wasl

wo na soe hon juda ya na laDe hon hum se
is tarah ki hui sohbat to bahut kam shab-e-wasl

subh hote hi mujhe ashkon se munh dhona hai
mujh se aankhen na chura dida-e-pur-nam shab-e-wasl

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl written by Hatim Ali Mehr at UrduPoint. Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl is one of the masterpieces written by Hatim Ali Mehr. You can also find the complete poetry collection of Hatim Ali Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hatim Ali Mehr' above.

Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-e-wasl, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.