Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare, Urdu Ghazal By Hatim Ali Mehr

Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hatim Ali Mehr. Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نالۂ گرم کے اور دم سرد بھرے کیا جئیں ہم تو مرے

حاتم علی مہر

نالۂ گرم کے اور دم سرد بھرے کیا جئیں ہم تو مرے

ہم صفیران چمن را کہ رساند خبرے از من نوحہ گرے

فصل گل آئی یہ اور میں ہوں گرفتار قفس کچھ بھی چلتا نہیں بس

ہم صفیران چمن را کہ رساند خبرے از من نوحہ گرے

پھنس گئے دام میں صیاد کے شاید بلبل روز سنتا ہوں یہ غل

ہم صفیران چمن را کہ رساند خبرے از من‌ نوحہ گرے

میں ہوں صیاد ہے اور شور و فغان و فریاد کوئی دیتا نہیں داد

ہم صفیران چمن را کہ رساند خبرے از من نوحہ گرے

بھول کر کنج قفس تک کبھی آئے نہ صبا نہ سنانا نالہ میرا

ہم صفیران چمن را کہ رساند خبرے از من نوحہ گرے

کوئی قاتل میں رہی مہرؔ سے کتنی ہی شہید میں ہوں اور قید شدید

ہم صفیران چمن را کہ رساند خبرے از من نوحہ گرے

حاتم علی مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare

Hatim Ali Mehr

nala-e-garm ke aur dam sard bhare kya jien hum to mare
ham-safiran-e-chaman ra ki rasand KHabre az man-e-nauha-gare

fasl-e-gul aai ye aur mein hun giraftar-e-qafas kuchh bhi chalta nahin bas
ham-safiran-e-chaman ra ki rasand KHabre az man-e-nauha-gare

phans gae dam mein sayyaad ke shayad bulbul roz sunta hun ye ghul
ham-safiran-e-chaman ra ki rasand KHabre az man-e-nauha-gare

main hun sayyaad hai aur shor-o-fughan-o-faryaad koi deta nahin dad
ham-safiran-e-chaman ra ki rasand KHabre az man-e-nauha-gare

bhul kar kunj-e-qafas tak kabhi aae na saba na sunana nala mera
ham-safiran-e-chaman ra ki rasand KHabre az man-e-nauha-gare

koi qatil main rahi 'mehr' se kitni hi shahid main hun aur qaid-e-shadid
ham-safiran-e-chaman ra ki rasand KHabre az man-e-nauha-gare

(656) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare written by Hatim Ali Mehr at UrduPoint. Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare is one of the masterpieces written by Hatim Ali Mehr. You can also find the complete poetry collection of Hatim Ali Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hatim Ali Mehr' above.

Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nala-e-garm Ke Aur Dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.