Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti, Urdu Ghazal By Hayat Amrohvi

Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hayat Amrohvi. Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جلوؤں سے عیاں تیری حقیقت نہیں ہوتی

حیات امروہوی

جلوؤں سے عیاں تیری حقیقت نہیں ہوتی

آئینے میں آئینے کی صورت نہیں ہوتی

کیا شاد رہے دہر میں باشندہ عدم کا

پردیس میں جی لگنے کی صورت نہیں ہوتی

مرجھائے ہوئے دل پہ جمیں کس کی نگاہیں

کمہلائے ہوئے پھول کی قیمت نہیں ہوتی

پابندیٔ آئین سے مجبور ہیں ورنہ

درباں کو اسیروں سے عداوت نہیں ہوتی

میں قید میں ہوں اور تصور مرا باہر

مجبور کی مجبور طبیعت نہیں ہوتی

سب کہتے ہیں آئینہ صفت ہے یہ دل اپنا

اور آئنے میں گرد کدورت نہیں ہوتی

حیات امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti

Hayat Amrohvi

jawon se ayan teri haqiqat nahin hoti
aaine mein aaine ki surat nahin hoti
kya shad rahe dahr mein bashinda adam ka
pardes mein ji lagne ki surat nahin hoti

murjhae hue dil pe jamin kis ki nigahen
kumhlae hue phul ki qimat nahin hoti

pabandi-e-ain se majbur hain warna
darban ko asiron se adawat nahin hoti

main qaid mein hun aur tasawwur mera bahar
majbur ki majbur tabiat nahin hoti

sab kahte hain aaina-sifat hai ye dil apna
aur aaine mein gard-e-kudurat nahin hoti

(654) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti written by Hayat Amrohvi at UrduPoint. Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti is one of the masterpieces written by Hayat Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Hayat Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hayat Amrohvi' above.

Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jawon Se Ayan Teri Haqiqat Nahin Hoti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.