Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Hayat Amrohvi

Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hayat Amrohvi. Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ منزل نہ راہ عدم دیکھتے ہیں

حیات امروہوی

نہ منزل نہ راہ عدم دیکھتے ہیں

مگر جانے والوں کو ہم دیکھتے ہیں

عجب ناز سے ہاتھ سینے پہ رکھ کر

وہ بیمار ہجراں کا دم دیکھتے ہیں

جواب خط شوق کی یہ خلش ہے

وہ ناخن پہ زور قلم دیکھتے ہیں

محبت کے آنسو بھرے چشم تر میں

حبابوں میں جوئے کرم دیکھتے ہیں

کہاں ہو حیاتؔ اگ گزرتی ہے کیسی

ادھر آتے جاتے بھی کم دیکھتے ہیں

حیات امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain

Hayat Amrohvi

na manzil na rah-e-adam dekhte hain
magar jaane walon ko hum dekhte hain

ajab naz se hath sine pe rakh kar
wo bimar-e-hijran ka dam dekhte hain

jawab KHat-e-shauq ki ye KHalish hai
wo naKHun pe zor-e-qalam dekhte hain

mohabbat ke aansu bhare chashm-e-tar mein
hababon mein ju-e-karam dekhte hain

kahan ho 'hayat' ag guzarti hai kaisi
idhar aate jate bhi kam dekhte hain

(758) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain written by Hayat Amrohvi at UrduPoint. Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Hayat Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Hayat Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hayat Amrohvi' above.

Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Manzil Na Rah-e-adam Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.