Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain, Urdu Ghazal By Hayat Warsi

Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hayat Warsi. Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محدود نگاہی کے صنم ٹوٹ رہے ہیں

حیات وارثی

محدود نگاہی کے صنم ٹوٹ رہے ہیں

تاریک اجالوں کے بھرم ٹوٹ رہے ہیں

اس دور کی بدلی ہوئی رفتار کا عالم

شیشوں کی طرح نقش قدم ٹوٹ رہے ہیں

تشنہ ہے مرا جام تو کچھ غم نہیں ساقی

یہ غم ہے کہ رندوں کے بھرم ٹوٹ رہے ہیں

اس راز کو ارباب سیاست سے نہ پوچھو

کیوں رابطۂ دیر و حرم ٹوٹ رہے ہیں

یہ زیست ہے یا ریت کا کمزور گھروندا

بن بن کے یوں ہی صدیوں سے ہم ٹوٹ رہے ہیں

حالات کا یہ رخ بھی حیاتؔ آپ سمجھ لیں

کیوں ظلم بہ انداز کرم ٹوٹ رہے ہیں

حیات وارثی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain

Hayat Warsi

mahdud-nigahi ke sanam TuT rahe hain
tarik ujalon ke bharam TuT rahe hain

is daur ki badli hui raftar ka aalam
shishon ki tarah naqsh-e-qadam TuT rahe hain

tishna hai mera jam to kuchh gham nahin saqi
ye gham hai ki rindon ke bharam TuT rahe hain

is raaz ko arbab-e-siyasat se na puchho
kyun rabta-e-dair-o-haram TuT rahe hain

ye zist hai ya rit ka kamzor gharaunda
ban ban ke yun hi sadiyon se hum TuT rahe hain

haalat ka ye ruKH bhi 'hayat' aap samajh len
kyun zulm ba-andaz-e-karam TuT rahe hain

(706) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain written by Hayat Warsi at UrduPoint. Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain is one of the masterpieces written by Hayat Warsi. You can also find the complete poetry collection of Hayat Warsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hayat Warsi' above.

Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahdud-nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.