Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si, Urdu Ghazal By Hazin Ludhianvi

Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hazin Ludhianvi. Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کے سیپ میں پیدا ہوئی بیداری سی

حزیں لدھیانوی

درد کے سیپ میں پیدا ہوئی بیداری سی

رات کی راکھ میں سلگی کوئی چنگاری سی

دیکھیے شہر میں کب باد یقیں چلتی ہے

کو بہ کو پھیلی ہے اوہام کی بیماری سی

موت کا وار تو میں سہہ گیا ہنستے ہنستے

زندگی تو ہی کوئی چوٹ لگا کاری سی

کیا سے کیا ہو گئی ماحول کی لو میں جل کر

وہ جو لڑکی نظر آتی تھی بہت پیاری سی

جتنے مفلس ہیں وہ ایک روز تونگر ہوں گے

ایک افواہ سنی ہے مگر اخباری سی

حزیں لدھیانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si

Hazin Ludhianvi

dard ke sip mein paida hui bedari si
raat ki rakh mein sulgi koi chingari si

dekhiye shahr mein kab baad-e-yaqin chalti hai
ku-ba-ku phaili hai auham ki bimari si

maut ka war to mein sah gaya hanste hanste
zindagi tu hi koi choT laga kari si

kya se kya ho gai mahaul ki lau mein jal kar
wo jo laDki nazar aati thi bahut pyari si

jitne muflis hain wo ek roz tawangar honge
ek afwah suni hai magar aKHbari si

(749) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si written by Hazin Ludhianvi at UrduPoint. Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si is one of the masterpieces written by Hazin Ludhianvi. You can also find the complete poetry collection of Hazin Ludhianvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hazin Ludhianvi' above.

Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ke Sip Mein Paida Hui Bedari Si, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.