Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte, Urdu Ghazal By Hema Kandpal Hiya

Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hema Kandpal Hiya. Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرسوں کے کھیتوں میں اپنے کاغذ دھانی کرتے کرتے

ہیما کنڈپال ہیا

سرسوں کے کھیتوں میں اپنے کاغذ دھانی کرتے کرتے

غزلیں ساری لکھی ہم نے خوں کو پانی کرتے کرتے

مجبوری کے چاول بھونے لاچاری دو مٹھی ڈالی

ہم نے کھایا غم کو اپنے پھر گڑ دھانی کرتے کرتے

اس دنیا میں جو بھی بھایا اس کو ہم نے خود سا سمجھا

اک عرصہ بیتا ہے ہم کو یہ نادانی کرتے کرتے

کیوں دریا بھر مصرع اولیٰ اس کی میت پر تھا رویا

جس شاعر کا دم نکلا تھا مصرع ثانی کرتے کرتے

پہلے ان سے دوری رکھی پھر خود ہی تھا اظہار کیا

ایسے دل نے چاہا ان کو آنا کانی کرتے کرتے

سب کے من کی کرتے کرتے جانے بیتی کتنی صدیاں

ہم کو تو جینا تھا یارو بس من مانی کرتے کرتے

غم کے موسم میں کیوں کر لی ہم نے ان غزلوں سے یاری

اب تو ساری عمر کٹے گی اشک بیانی کرتے کرتے

ہیما کنڈپال ہیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte

Hema Kandpal Hiya

sarson ke kheton mein apne kaghaz dhani karte karte
ghazlen sari likkhi hum ne KHun ko pani karte karte

majburi ke chawal bhune lachaari do muTThi Dali
hum ne khaya gham ko apne phir guD-dhani karte karte

is duniya mein jo bhi bhaya us ko hum ne KHud sa samjha
ek arsa bita hai hum ko ye nadani karte karte

kyon dariya bhar misra-e-ula us ki mayyat par tha roya
jis shair ka dam nikla tha misra-e-sani karte karte

pahle un se duri rakkhi phir KHud hi tha izhaar kiya
aise dil ne chaha un ko aana-kani karte karte

sab ke man ki karte karte jaane biti kitni sadiyan
hum ko to jina tha yaro bas man-mani karte karte

gham ke mausam mein kyon kar li hum ne in ghazlon se yari
ab to sari umr kaTegi ashk-bayani karte karte

(708) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte written by Hema Kandpal Hiya at UrduPoint. Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte is one of the masterpieces written by Hema Kandpal Hiya. You can also find the complete poetry collection of Hema Kandpal Hiya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hema Kandpal Hiya' above.

Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sarson Ke Kheton Mein Apne Kaghaz Dhani Karte Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.