Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki, Urdu Ghazal By Hina Ali

Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hina Ali. Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈبو کے اپنے لہو میں یہ انگلیاں لڑکی

حنا علی

ڈبو کے اپنے لہو میں یہ انگلیاں لڑکی

لکھے گی تو بھی محبت کی داستاں لڑکی

مجھے یہ ڈر ہے تجھے کرچیوں میں بانٹ نہ دے

جو تیرے واسطے لایا ہے چوڑیاں لڑکی

چرا کے لے ہی نہ جائیں یہ رنگ و روپ ترا

گلاب دل پہ نہ آنے دے تتلیاں لڑکی

یہ زخم ہجر تو بھر جائے گا مگر اس کا

تمام عمر کو رہ جائے گا نشاں لڑکی

یہ دلبری جسے آساں سمجھ رہی ہے تو

ہر اک موڑ پہ لاتی ہے امتحاں لڑکی

مری دعا ہے بہ ہر گام چاہتوں کا سفر

ترے لیے ہو ستاروں کی کہکشاں لڑکی

حنا علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki

Hina Ali

Dubo ke apne lahu mein ye ungliyan laDki
likhegi to bhi mohabbat ki dastan laDki

mujhe ye Dar hai tujhe kirchiyon mein banT na de
jo tere waste laya hai chuDiyan laDki

chura ke le hi na jaen ye rang-o-rup tera
gulab-e-dil pe na aane de titliyan laDki

ye zaKHm-e-hijr to bhar jaega magar is ka
tamam umr ko rah jaega nishan laDki

ye dilbari jise aasan samajh rahi hai tu
har ek moD pe lati hai imtihan laDki

meri dua hai ba-har-gam chahaton ka safar
tere liye ho sitaron ki kahkashan laDki

(1318) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki written by Hina Ali at UrduPoint. Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki is one of the masterpieces written by Hina Ali. You can also find the complete poetry collection of Hina Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hina Ali' above.

Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dubo Ke Apne Lahu Mein Ye Ungliyan LaDki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.