KHayal-e-wasl, Urdu Nazam By Hina Ambareen Tariq

KHayal-e-wasl is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hina Ambareen Tariq. KHayal-e-wasl comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read KHayal-e-wasl on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال وصل

حنا امبرین طارق

خیال وصل میں

میں نے

جو سارے لفظ لکھے ہیں

سبھی ویران شاموں میں

انہی گمنام راہوں میں

وہ شمع بن کے چمکے ہیں

کہ جیسے تم سے ملتے ہیں

وصال یار کی مانند

کڑکتی دھوپ میں بھی جب

تنہا سایہ ہوتا ہے

یہ دل پھر سے مچلتا ہے

ہر اک لفظ بول اٹھتا ہے

کسی شہر تمنا میں

محبت کی مشعل جیسے

مچلتی اور بلکتی ہے

ہر اک لفظ بول اٹھتا ہے

خیال وصل میں پنہاں

حنا امبرین طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-e-wasl

Hina Ambareen Tariq

KHayal-e-wasl mein
main ne
jo sare lafz likkhe hain
sabhi viran shamon mein
unhi gumnam rahon mein
wo shama ban ke chamke hain
ki jaise tum se milte hain
visal-e-yar ki manind
kaDakti dhup mein bhi jab
tanha saya hota hai
ye dil phir se machalta hai
har ek lafz bol uThta hai
kisi shahr-e-tamanna mein
mohabbat ki mashal jaise
machalti aur bilakti hai
har ek lafz bol uThta hai
KHayal-e-wasl mein pinhan

(1247) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-e-wasl written by Hina Ambareen Tariq at UrduPoint. KHayal-e-wasl is one of the masterpieces written by Hina Ambareen Tariq. You can also find the complete poetry collection of Hina Ambareen Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hina Ambareen Tariq' above.

KHayal-e-wasl is a widely read Urdu Nazam. If you like KHayal-e-wasl, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.