Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye, Urdu Ghazal By Hirman Khairabadi
Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hirman Khairabadi. Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye on this page of UrduPoint.
عالم کی مشکلات کو آساں بنائیے
حرماں خیرآبادی
عالم کی مشکلات کو آساں بنائیے
اب درد دل کو مایۂ ایماں بنائیے
یا کیجئے نہ شکوۂ بے لطفیٔ خلش
یا دل کے لخت لخت کو پیکاں بنائیے
یا آرزوئے لطف و کرم ترک کیجئے
یا حال درد قابل درماں بنائیے
یا منہ نہ موڑیئے کبھی آلام دہر سے
یا زندگی کو بے سر و ساماں بنائیے
آنے ہی کو ہے منزل مقصود کی خبر
شیرازۂ حیات پریشاں بنائیے
آسانیوں کو موجب آفات جانیے
دشواریوں کو وجہ صد امکاں بنائیے
جلووں کو قید رسم سے آزاد کیجئے
عالم کو ہر نگاہ میں حیراں بنائیے
تکلیف کیجئے کبھی حرماںؔ کے حال پر
اک بے نوا کو بندۂ احساں بنائیے
حرماں خیرآبادی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye
Hirman Khairabadi
ab dard-e-dil ko maya-e-iman banaiye
ya kijiye na shikwa-e-be-lutfi-e-KHalish
ya dil ke laKHt laKHt ko paikan banaiye
ya aarzu-e-lutf-o-karam tark kijiye
ya haal-e-dard qabil-e-darman banaiye
ya munh na moDiye kabhi aalam-e-dahr se
ya zindagi ko be-sar-o-saman banaiye
aane hi ko hai manzil-e-maqsud ki KHabar
shiraaza-e-hayat pareshan banaiye
aasaniyon ko mojib-e-afat jaaniye
dushwariyon ko wajh-e-sad-imakan banaiye
jalwon ko qaid-e-rasm se aazad kijiye
aalam ko har nigah mein hairan banaiye
taklif kijiye kabhi 'hirman' ke haal par
ek be-nawa ko banda-e-ehsan banaiye
(1037) ووٹ وصول ہوئے
Related Hirman Khairabadi Poetry
More Hirman Khairabadi Poetry
بنائے سجدہ ہوں سجدے کی ابتدا ہوں میں
Hirman Khairabadi - حرماں خیرآبادی
Bina-e-sajda Hun Sajde Ki Ibtida Hun Main
عالم کی مشکلات کو آساں بنائیے
Hirman Khairabadi - حرماں خیرآبادی
Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye
سجدہ گاہ اہل دل بعد فنا ہو جائیے
Hirman Khairabadi - حرماں خیرآبادی
Sajda-gah-e-ahl-e-dil Baad-e-fana Ho Jaiye
کچھ اس بلا کا ترا ربط آشنا ہونا
Hirman Khairabadi - حرماں خیرآبادی
Kuchh Is Bala Ka Tera Rabt-ashna Hona
خلق میں تیرا ہم جمال کہاں
Hirman Khairabadi - حرماں خیرآبادی
Khalq Mein Tera Ham-jamal Kahan
ترے غم سے دل شادماں دیکھتا ہوں
Hirman Khairabadi - حرماں خیرآبادی
Tere Gham Se Dil Shadman Dekhta Hun
یوں پا رہا ہوں اس کا تصور خیال میں
Hirman Khairabadi - حرماں خیرآبادی
Yun Pa Raha Hun Us Ka Tasawwur Khayal Mein
کیا شباب نے برباد روزگار مجھے
Hirman Khairabadi - حرماں خیرآبادی
Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe
You can read Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye written by Hirman Khairabadi at UrduPoint. Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye is one of the masterpieces written by Hirman Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Hirman Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hirman Khairabadi' above.
Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aalam Ki Mushkilat Ko Aasan Banaiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.