Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe, Urdu Ghazal By Hirman Khairabadi

Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hirman Khairabadi. Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا شباب نے برباد روزگار مجھے

حرماں خیرآبادی

کیا شباب نے برباد روزگار مجھے

پیام مرگ ہوئی دعوت بہار مجھے

اگر کہوں کہ نہ آئے کبھی قرار مجھے

اب اس قدر بھی نہیں دل پہ اختیار مجھے

نشاط دہر ابھی درد سے بدل جائے

ملا ہے ضبط محبت کا اختیار مجھے

اگر ہے معنیٔ دیدار خاک ہو جانا

بنا دے اپنی تجلی کی یادگار مجھے

رہے گا عہد گزشتہ سے اک گلہ حرماںؔ

جہاں میں چھوڑ گیا کر کے سوگوار مجھے

حرماں خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe

Hirman Khairabadi

kiya shabab ne barbaad-e-rozgar mujhe
payam-e-marg hui dawat-e-bahaar mujhe

agar kahun ki na aae kabhi qarar mujhe
ab is qadar bhi nahin dil pe iKHtiyar mujhe

nashat-e-dahr abhi dard se badal jae
mila hai zabt-e-mohabbat ka iKHtiyar mujhe

agar hai mani-e-didar KHak ho jaana
bana de apni tajalli ki yaadgar mujhe

rahega ahd-e-guzishta se ek gila 'hirman'
jahan mein chhoD gaya kar ke sogwar mujhe

(592) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe written by Hirman Khairabadi at UrduPoint. Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe is one of the masterpieces written by Hirman Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Hirman Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hirman Khairabadi' above.

Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kiya Shabab Ne Barbaad-e-rozgar Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.