Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari, Urdu Ghazal By Hosh Bilgrami

Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hosh Bilgrami. Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت کی فطرت ہے یہ بے قراری

ہوش بلگرامی

محبت کی فطرت ہے یہ بے قراری

کوئی کیا کرے گا مری غم گساری

وہی کامیابی کے اسرار سمجھا

محبت کی بازی یہاں جس نے ہاری

تمہارے اشاروں پہ چلتی ہے دنیا

نہ مختار یاں ہیں نہ بے اختیاری

مرے دل کو پتھر خدارا نہ سمجھو

نگاہیں پھر اس پر نگاہیں تمہاری

محبت کی قسمت میں لکھی ہوئی ہے

یہی درد مندی یہی اشک باری

زمانہ مرا سوز غم کیا سمجھتا

کہ ہر سانس ہے اک نئی شعلہ باری

غم دل سناتا ہوں میں ہوشؔ ان کو

مگر کوئی دیکھے مری بے قراری

ہوش بلگرامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari

Hosh Bilgrami

mohabbat ki fitrat hai ye be-qarari
koi kya karega meri gham-gusari

wahi kaamyabi ke asrar samjha
mohabbat ki bazi yahan jis ne haari

tumhaare ishaaron pe chalti hai duniya
na muKHtar yan hain na be-iKHtiyari

mere dil ko patthar KHudara na samjho
nigahen phir us par nigahen tumhaari

mohabbat ki qismat mein likhi hui hai
yahi dard-mandi yahi ashk-bari

zamana mera soz-e-gham kya samajhta
ki har sans hai ek nai shoala-bari

gham-e-dil sunata hun main 'hosh' un ko
magar koi dekhe meri be-qarari

(804) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari written by Hosh Bilgrami at UrduPoint. Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari is one of the masterpieces written by Hosh Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Hosh Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hosh Bilgrami' above.

Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbat Ki Fitrat Hai Ye Be-qarari, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.