Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Hussain Abid

Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hussain Abid. Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قدم کہیں پہ ارادہ کہیں کا رکھتے ہیں

حسین عابد

قدم کہیں پہ ارادہ کہیں کا رکھتے ہیں

خلا میں رہتے ہیں منظر زمیں کا رکھتے ہیں

یہ کون ان کی نظر واہموں سے بھرتا ہے

جو اپنے بستے میں نامہ یقیں کا رکھتے ہیں

یہ کیا کہ روح کی کوئی زمیں نہ کوئی وطن

جہاں کی مٹی ہو اس کو وہیں کا رکھتے ہیں

اسی لیے تو پرندوں کے پر نکلتے ہیں

کہ آستاں نہ بکھیڑا جبیں کا رکھتے ہیں

اسی کے فیض سے نا مہرباں ہوا ہے دل

مکاں مزاج ہمیشہ مکیں کا رکھتے ہیں

حسین عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain

Hussain Abid

qadam kahin pe irada kahin ka rakhte hain
KHala mein rahte hain manzar zamin ka rakhte hain

ye kaun un ki nazar wahimon se bharta hai
jo apne baste mein nama yaqin ka rakhte hain

ye kya ki ruh ki koi zamin na koi watan
jahan ki miTTi ho us ko wahin ka rakhte hain

isi liye to parindon ke par nikalte hain
ki aastan na bakheDa jabin ka rakhte hain

usi ke faiz se na-mehrban hua hai dil
makan mizaj hamesha makin ka rakhte hain

(1091) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain written by Hussain Abid at UrduPoint. Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Hussain Abid. You can also find the complete poetry collection of Hussain Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hussain Abid' above.

Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qadam Kahin Pe Irada Kahin Ka Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.