Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte, Urdu Ghazal By Hussain Ahmad Wasif

Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hussain Ahmad Wasif. Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو بڑا ہے اسے چھوٹے نہیں اچھے لگتے

حسین احمد واصف

جو بڑا ہے اسے چھوٹے نہیں اچھے لگتے

جس طرح پیڑ کو پودے نہیں اچھے لگتے

منتشر ہوتا ہے شیرازۂ ملت جن سے

ان کتابوں کے حوالے نہیں اچھے لگتے

اختلافات تو گھر گھر میں ہیں موجود مگر

گھر کی ہر بات کے چرچے نہیں اچھے لگتے

سر میں بیٹی کے بہت پھیل چکی ہے چاندی

پھر بھی ماں باپ کو رشتے نہیں اچھے لگتے

کیسے ہی سخت ہوں حالات مگر اے واصفؔ

مجھ کو تقدیر سے شکوے نہیں اچھے لگتے

حسین احمد واصف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte

Hussain Ahmad Wasif

jo baDa hai use chhoTe nahin achchhe lagte
jis tarah peD ko paude nahin achchhe lagte

muntashir hota hai shiraaza-e-millat jin se
un kitabon ke hawale nahin achchhe lagte

iKHtilafat to ghar-ghar mein hain maujud magar
ghar ki har baat ke charche nahin achchhe lagte

sar mein beTi ke bahut phail chuki hai chandi
phir bhi man bap ko rishte nahin achchhe lagte

kaise hi saKHt hon haalat magar ai 'wasif'
mujh ko taqdir se shikwe nahin achchhe lagte

(700) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte written by Hussain Ahmad Wasif at UrduPoint. Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte is one of the masterpieces written by Hussain Ahmad Wasif. You can also find the complete poetry collection of Hussain Ahmad Wasif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hussain Ahmad Wasif' above.

Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo BaDa Hai Use ChhoTe Nahin Achchhe Lagte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.