Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain, Urdu Ghazal By Hussain Khan Danish

Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hussain Khan Danish. Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بات ہم جب بھی صاف کرتے ہیں

حسین خاں دانش

بات ہم جب بھی صاف کرتے ہیں

لوگ کیوں اختلاف کرتے ہیں

قابل احترام ہیں وہ لوگ

دشمنوں کو معاف کرتے ہیں

بولتے جب ہیں پھول سے لہجے

پتھروں میں شگاف کرتے ہیں

رشک آتا ہے ایسے چہروں پر

جن کا شیشے طواف کرتے ہیں

حوصلہ خوب ہے چراغوں کو

جنگ ہوا کے خلاف کرتے ہیں

میں نے بخشی ہے زندگی فن کو

اہل فن اعتراف کرتے ہیں

دل ہے دانشؔ فقیر کا حجرہ

غم یہاں اعتکاف کرتے ہیں

حسین خاں دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain

Hussain Khan Danish

baat hum jab bhi saf karte hain
log kyon iKHtilaf karte hain

qabil-e-ehtiram hain wo log
dushmanon ko muaf karte hain

bolte jab hain phul se lahje
pattharon mein shigaf karte hain

rashk aata hai aise chehron par
jin ka shishe tawaf karte hain

hausla KHub hai charaghon ko
jang hawa ke KHilaf karte hain

main ne baKHshi hai zindagi fan ko
ahl-e-fan e'tiraf karte hain

dil hai 'danish' faqir ka hujra
gham yahan etakaf karte hain

(1005) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain written by Hussain Khan Danish at UrduPoint. Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain is one of the masterpieces written by Hussain Khan Danish. You can also find the complete poetry collection of Hussain Khan Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hussain Khan Danish' above.

Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baat Hum Jab Bhi Saf Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.