Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas, Urdu Ghazal By Hussain Sahar

Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hussain Sahar. Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اتنی سی اس جہاں کی حقیقت ہے اور بس

حسین سحر

اتنی سی اس جہاں کی حقیقت ہے اور بس

گفتار زیر لب ہے سماعت ہے اور بس

کیوں آشنائے چشم ہو دیدار حسن کا

یہ گریہ آزمائی تو عادت ہے اور بس

اتنے سے جرم پر تو نہ مجھ کو تباہ رکھ

تھوڑی سی مجھ میں تیری شباہت ہے اور بس

اس کو جزا سزا کے مراحل میں دے دیا

جس پاس ایک عمر کی مہلت ہے اور بس

آیا جو دور دشت اچانک ہی سامنے

ایسا لگا کہ تیری اجازت ہے اور بس

ہم نے کہا کہ ختم ہوئے سب معاملات

دل نے کہا کہ کیا ہے؟ قیامت ہے! اور بس

آئینہ دار ہوں کہ ترا پردہ دار ہوں

پیش نگاہ تیری محبت ہے اور بس

حسین سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas

Hussain Sahar

itni si is jahan ki haqiqat hai aur bas
guftar zer-e-lab hai samaat hai aur bas

kyun aashna-e-chashm ho didar-e-husn ka
ye girya-azmai to aadat hai aur bas

itne se jurm par to na mujh ko tabah rakh
thoDi si mujh mein teri shabahat hai aur bas

us ko jaza saza ke marahil mein de diya
jis pas ek umr ki mohlat hai aur bas

aaya jo daur-e-dasht achanak hi samne
aisa laga ki teri ijazat hai aur bas

hum ne kaha ki KHatm hue sab muamalat
dil ne kaha ki kya hai? qayamat hai! aur bas

aaina-dar hon ki tera parda-dar hon
pesh-e-nigah teri mohabbat hai aur bas

(1009) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas written by Hussain Sahar at UrduPoint. Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas is one of the masterpieces written by Hussain Sahar. You can also find the complete poetry collection of Hussain Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hussain Sahar' above.

Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas is a widely read Urdu Ghazal. If you like Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.