Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai, Urdu Ghazal By Ibn E Mufti

Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ibn E Mufti. Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

برق نے جب بھی آنکھ کھولی ہے

ابن مفتی

برق نے جب بھی آنکھ کھولی ہے

آشیانوں نے خاک رولی ہے

یاد کا کیا ہے آ گئی پھر سے

آنکھ کا کیا ہے پھر سے رو لی ہے

تم بچھا لو مصلیٔ چاہت

میں نے دہلیز دل کی دھو لی ہے

دل کی باتوں کو دل سمجھتا ہے

دل کی بولی عجیب بولی ہے

پردہ اٹھتے ہی میری نظروں سے

کائنات یقین ڈولی ہے

مسکرائے نہ چاند کیوں مفتیؔ

آئی جو چاندنی کی ڈولی ہے

ابن مفتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai

Ibn E Mufti

barq ne jab bhi aankh kholi hai
aashiyanon ne KHak roli hai

yaad ka kya hai aa gai phir se
aankh ka kya hai phir se ro li hai

tum bichha lo musalla-e-chahat
main ne dahliz dil ki dho li hai

dil ki baaton ko dil samajhta hai
dil ki boli ajib boli hai

parda uThte hi meri nazron se
kaenat-e-yaqin Doli hai

muskurae na chand kyun 'mufti'
aai jo chandni ki Doli hai

(650) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai written by Ibn E Mufti at UrduPoint. Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai is one of the masterpieces written by Ibn E Mufti. You can also find the complete poetry collection of Ibn E Mufti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ibn E Mufti' above.

Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Barq Ne Jab Bhi Aankh Kholi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.