Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai, Urdu Ghazal By Ibraheem Khaleel

Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ibraheem Khaleel. Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر کی شب جو طبیعت کبھی گھبرائی ہے

ابراہیم خلیل

ہجر کی شب جو طبیعت کبھی گھبرائی ہے

تو نہ آیا تو تیری یاد بہت آئی ہے

پر خطر کتنی یہ ماحول کی تنہائی ہے

دل سے اک بات نہ نکلی تھی کہ اک آئی ہے

دست الفت دل بے کل کی طرف یوں لائے

کوئی سمجھے یہ ترا ناز ہے انگڑائی ہے

حادثے ہیں ابھی کتنے اسی خطرے کے تحت

اس میں رسوائی ہے اس میں تری رسوائی ہے

وہ ترے سر کی قسم کھاتے ہیں یعنی کہ خلیلؔ

ایک کافر نے مسلماں کی قسم کھائی ہے

ابراہیم خلیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai

Ibraheem Khaleel

hijr ki shab jo tabiat kabhi ghabrai hai
tu na aaya to teri yaad bahut aai hai

pur-KHatar kitni ye mahaul ki tanhai hai
dil se ek baat na nikli thi ki ek aai hai

dast-e-ulfat dil-e-be-kal ki taraf yun lae
koi samjhe ye tera naz hai angDai hai

hadse hain abhi kitne isi KHatre ke tahat
is mein ruswai hai is mein teri ruswai hai

wo tere sar ki qasam khate hain yani ki 'KHalil'
ek kafir ne musalman ki qasam khai hai

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai written by Ibraheem Khaleel at UrduPoint. Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai is one of the masterpieces written by Ibraheem Khaleel. You can also find the complete poetry collection of Ibraheem Khaleel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ibraheem Khaleel' above.

Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Ki Shab Jo Tabiat Kabhi Ghabrai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.