Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha, Urdu Ghazal By Iffat Abbas

Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iffat Abbas. Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب فرقت کی تنہائی کا لمحہ (ردیف .. ے)

عفت عباس

شب فرقت کی تنہائی کا لمحہ

کئی راز نہانی کھولتا ہے

بہت دن سے وہ نا مانوس لہجہ

مرے دشت انا میں گونجتا ہے

مری پہچان رشتے میرا مقصد

سدا سرگوشیوں میں پوچھتا ہے

میں سرگرداں ہوں اس کی جستجو میں

وہ کہتا ہے کہ مجھ کو ڈھونڈتا ہے

ہے اس سے کھل کے ملنا اب ضروری

پس پردہ جو مجھ کو دیکھتا ہے

عفت عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha

Iffat Abbas

shab-e-furqat ki tanhai ka lamha
kai raaz-e-nihani kholta hai

bahut din se wo na-manus lahja
mere dasht-e-ana mein gunjta hai

meri pahchan rishte mera maqsad
sada sargoshiyon mein puchhta hai

main sargardan hun us ki justuju mein
wo kahta hai ki mujh ko DhunDta hai

hai us se khul ke milna ab zaruri
pas-e-parda jo mujh ko dekhta hai

(616) ووٹ وصول ہوئے

You can read Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha written by Iffat Abbas at UrduPoint. Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha is one of the masterpieces written by Iffat Abbas. You can also find the complete poetry collection of Iffat Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iffat Abbas' above.

Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-furqat Ki Tanhai Ka Lamha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.