Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise, Urdu Ghazal By Iftikhar Aazmi

Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Aazmi. Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد اب دل کی دوا ہو جیسے

افتخار اعظمی

درد اب دل کی دوا ہو جیسے

زندگی ایک سزا ہو جیسے

حسن یوں عشق سے ناراض ہے اب

پھول خوشبو سے خفا ہو جیسے

اب کچھ اس طرح سے خاموش ہیں وہ

پہلے کچھ بھی نہ کہا ہو جیسے

یوں غم دل کی زباں مہکی ہے

نکہت زلف دوتا ہو جیسے

کتنا سنسان ہے رستہ دل کا

قافلہ کوئی لٹا ہو جیسے

افتخار اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise

Iftikhar Aazmi

dard ab dil ki dawa ho jaise
zindagi ek saza ho jaise

husn yun ishq se naraaz hai ab
phul KHushbu se KHafa ho jaise

ab kuchh is tarah se KHamosh hain wo
pahle kuchh bhi na kaha ho jaise

yun gham-e-dil ki zaban mahki hai
nikhat-e-zulf-e-dota ho jaise

kitna sunsan hai rasta dil ka
qafila koi luTa ho jaise

(1388) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise written by Iftikhar Aazmi at UrduPoint. Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise is one of the masterpieces written by Iftikhar Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Aazmi' above.

Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ab Dil Ki Dawa Ho Jaise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.