Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen, Urdu Ghazal By Iftikhar Aazmi

Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Aazmi. Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مقتل کے اس سکوت پہ حیرت ہے کیا کہیں

افتخار اعظمی

مقتل کے اس سکوت پہ حیرت ہے کیا کہیں

ایسی فضا تو ہو کہ جسے کربلا کہیں

یہ کاروان عمر یہ صحرا یہ خامشی

آتی ہے شرم خود پہ بس اب اور کیا کہیں

لوگوں نے خامشی کی زباں سیکھ لی تو پھر

کیا کر سکیں گے قاتل نطق و صدا کہیں

وہ ضرب تھی کہ نطق کی زنجیر کھل گئی

کیا اور مہربانیٔ دست جفا کہیں

افتخار اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen

Iftikhar Aazmi

maqtal ke is sukut pe hairat hai kya kahen
aisi faza to ho ki jise karbala kahen

ye karwan-e-umr ye sahra ye KHamushi
aati hai sharm KHud pe bas ab aur kya kahen

logon ne KHamushi ki zaban sikh li to phir
kya kar sakenge qatil-e-nutq-o-sada kahen

wo zarb thi ki nutq ki zanjir khul gai
kya aur mehrbani-e-dast-e-jafa kahen

(909) ووٹ وصول ہوئے

You can read Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen written by Iftikhar Aazmi at UrduPoint. Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen is one of the masterpieces written by Iftikhar Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Aazmi' above.

Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maqtal Ke Is Sukut Pe Hairat Hai Kya Kahen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.