Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna, Urdu Ghazal By Iftikhar Falak Kazmi

Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Falak Kazmi. Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آساں نہیں ہے جادۂ حیرت عبورنا

افتخار فلک کاظمی

آساں نہیں ہے جادۂ حیرت عبورنا

حیراں ہوئے بغیر اسے مت عبورنا

میرے خلاف کوئی بھی بکتا رہے مگر

سیکھا ہے میں نے سرحد تہمت عبورنا

صد آفریں خیال تو اچھا ہے واقعی

آنکھوں کو بند کر کے محبت عبورنا

آوارگان عشق ذرا احتیاط سے

لذت کے بعد لذت شہوت عبورنا

تعمیر ماہ و سال میں تاخیر کے بغیر

کس کو روا ہے عرصۂ مہلت عبورنا

جزو بدن بنے گا تو باہر بھی آئے گا

یہ زخم تھوڑی دیر سے حضرت عبورنا

افتخار فلک کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna

Iftikhar Falak Kazmi

aasan nahin hai jada-e-hairat uburna
hairan hue baghair use mat uburna

mere KHilaf koi bhi bakta rahe magar
sikha hai main ne sarhad-e-tohmat uburna

sad-afrin KHayal to achchha hai waqai
aankhon ko band kar ke mohabbat uburna

aawargan-e-ishq zara ehtiyat se
lazzat ke baad lazzat-e-shahwat uburna

tamir-e-mah-o-sal mein taKHir ke baghair
kis ko rawa hai arsa-e-mohlat uburna

juzw-e-badan banega to bahar bhi aaega
ye zaKHm thoDi der se hazrat uburna

(685) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna written by Iftikhar Falak Kazmi at UrduPoint. Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna is one of the masterpieces written by Iftikhar Falak Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Falak Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Falak Kazmi' above.

Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aasan Nahin Hai Jada-e-hairat Uburna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.