Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah, Urdu Ghazal By Iftikhar Imam Siddiqi

Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Imam Siddiqi. Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ نہیں ملتا مجھے اس کا گلا اپنی جگہ

افتخار امام صدیقی

وہ نہیں ملتا مجھے اس کا گلا اپنی جگہ

اس کے میرے درمیاں کا فاصلہ اپنی جگہ

زندگی کے اس سفر میں سیکڑوں چہرے ملے

دل کشی ان کی الگ پیکر ترا اپنی جگہ

تجھ سے مل کر آنے والے کل سے نفرت مول لی

اب کبھی تجھ سے نہ بچھڑوں یہ دعا اپنی جگہ

اک مسلسل دوڑ میں ہیں منزلیں اور فاصلے

پیڑ تو اپنی جگہ ہیں راستہ اپنی جگہ

افتخار امام صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah

Iftikhar Imam Siddiqi

wo nahin milta mujhe is ka gila apni jagah
us ke mere darmiyan ka fasla apni jagah

zindagi ke is safar mein saikDon chehre mile
dilkashi un ki alag paikar tera apni jagah

tujh se mil kar aane wale kal se nafrat mol li
ab kabhi tujh se na bichhDun ye dua apni jagah

ek musalsal dauD mein hain manzilen aur fasle
peD to apni jagah hain rasta apni jagah

(721) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah written by Iftikhar Imam Siddiqi at UrduPoint. Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah is one of the masterpieces written by Iftikhar Imam Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Imam Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Imam Siddiqi' above.

Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Nahin Milta Mujhe Is Ka Gila Apni Jagah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.