Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr, Urdu Ghazal By Iftikhar Qaisar

Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Qaisar. Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے خوں کو خرچ کیا ہے اور کمایا شہر

افتخار قیصر

اپنے خوں کو خرچ کیا ہے اور کمایا شہر

سارے منظر ٹوٹ گئے اور کام نہ آیا شہر

بے گھر ہونا بے گھر رہنا سب اچھا ٹھہرا

گھر کے اندر گھر نہیں پایا شہر میں پایا شہر

سات سمندر پار بھی آنکھیں میرے ساتھ نہ آئیں

چاروں جانب خواب ہیں میرے اور پرایا شہر

کالے شہر کو روشن رکھا شہر کے لوگوں نے

دیوانوں نے دیے جلائے اور بجھایا شہر

شہر کے اونچے برج بھی میرے قد سے چھوٹے تھے

چھوٹے چھوٹے لوگوں نے کیا خوب بنایا شہر

افتخار قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr

Iftikhar Qaisar

apne KHun ko KHarch kiya hai aur kamaya shahr
sare manzar TuT gae aur kaam na aaya shahr

be-ghar hona be-ghar rahna sab achchha Thahra
ghar ke andar ghar nahin paya shahr mein paya shahr

sat samundar par bhi aankhen mere sath na aain
chaaron jaanib KHwab hain mere aur paraya shahr

kale shahr ko raushan rakkha shahr ke logon ne
diwanon ne diye jalae aur bujhaya shahr

shahr ke unche burj bhi mere qad se chhoTe the
chhoTe chhoTe logon ne kya KHub banaya shahr

(606) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr written by Iftikhar Qaisar at UrduPoint. Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr is one of the masterpieces written by Iftikhar Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Qaisar' above.

Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne KHun Ko KHarch Kiya Hai Aur Kamaya Shahr, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.