Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha, Urdu Ghazal By Iftikhar Shafi

Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Shafi. Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب طرح کے حالات کو امکان میں رکھا

افتخار شفیع

سب طرح کے حالات کو امکان میں رکھا

ہر لمحہ اسے سوچ میں وجدان میں رکھا

ہجرت کی گھڑی ہم نے ترے خط کے علاوہ

بوسیدہ کتابوں کو بھی سامان میں رکھا

مجھ کو مری قامت کے مطابق بھی جگہ دی

یہ پھول اٹھا کر کبھی گلدان میں رکھا؟

اک عمر گزاری نئے آہنگ سے لیکن

اجداد کی اقدار کو بھی دھیان میں رکھا

اک روز سیہ رات ہتھیلی پہ سجا کر

صحرا نے قدم خطۂ گنجان میں رکھا

ہونٹوں کو سدا رکھا تبسم سے عبارت

اک زہر بجھا تیر بھی مسکان میں رکھا

افتخار شفیع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha

Iftikhar Shafi

sab tarah ke haalat ko imkan mein rakkha
har lamha use soch mein wijdan mein rakkha

hijrat ki ghaDi hum ne tere KHat ke alawa
bosida kitabon ko bhi saman mein rakkha

mujh ko meri qamat ke mutabiq bhi jagah di
ye phul uTha kar kabhi gul-dan mein rakkha?

ek umr guzari nae aahang se lekin
ajdad ki aqdar ko bhi dhyan mein rakkha

ek roz siyah raat hatheli pe saja kar
sahra ne qadam KHitta-e-gunjaan mein rakkha

honTon ko sada rakkha tabassum se ibarat
ek zahr-bujha tir bhi muskan mein rakkha

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha written by Iftikhar Shafi at UrduPoint. Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha is one of the masterpieces written by Iftikhar Shafi. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Shafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Shafi' above.

Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Tarah Ke Haalat Ko Imkan Mein Rakkha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.