Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat, Urdu Ghazal By Ijtiba Rizvi

Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ijtiba Rizvi. Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور پھر کون سی اب ہوگی ملاقات کی رات

اجتبیٰ رضوی

اور پھر کون سی اب ہوگی ملاقات کی رات

بھیگی بھیگی یہ گنہ گار سی برسات کی رات

گھومتے کٹتا ہے کوچے میں ترے دن کا دن

بیٹھے کٹ جاتی ہے چوکھٹ پہ تری رات کی رات

یوں ہیں برہم تری گھنگھور گھٹا سی زلفیں

جیسی بکھری ہوئی بپھری ہوئی ظلمات کی رات

ایسی آباد تری بزم ہے اے جان نشاط

جیسی کعبہ کی سحر جیسی خرابات کی رات

اجتبیٰ رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat

Ijtiba Rizvi

aur phir kaun si ab hogi mulaqat ki raat
bhigi bhigi ye gunahgar si barsat ki raat

ghumte kaTta hai kuche mein tere din ka din
baiThe kaT jati hai chaukhaT pe teri raat ki raat

yun hain barham teri ghanghor ghaTa si zulfen
jaisi bikhri hui biphri hui zulmat ki raat

aisi aabaad teri bazm hai ai jaan-e-nashat
jaisi kaba ki sahar jaisi KHarabaat ki raat

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat written by Ijtiba Rizvi at UrduPoint. Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat is one of the masterpieces written by Ijtiba Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Ijtiba Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ijtiba Rizvi' above.

Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Phir Kaun Si Ab Hogi Mulaqat Ki Raat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.