Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai, Urdu Ghazal By Ijtiba Rizvi

Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ijtiba Rizvi. Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس راہ میں پیچ و خم نہیں ہے

اجتبیٰ رضوی

جس راہ میں پیچ و خم نہیں ہے

اس راہ پہ کیوں حرم نہیں ہے

چلنا ہے ہم کو چل رہے ہیں

منزل کیا ہر قدم نہیں ہے

سجدہ وہ ہے بہ رب کعبہ

جس کو قید حرم نہیں ہے

ساری خلقت ہے سر جھکائے

ایک اس گردن میں خم نہیں ہے

جنت کیا ہے ہوس کا دھوکا

کیا ہوگی خوشی کہ غم نہیں ہے

سجدہ ہے کرشمۂ تصور

مت کہہ کہ خدا صنم نہیں ہے

اجتبیٰ رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai

Ijtiba Rizvi

jis rah mein pech-o-KHam nahin hai
us rah pe kyon haram nahin hai

chalna hai hum ko chal rahe hain
manzil kya har qadam nahin hai

sajda wo hai ba-rabb-e-kaba
jis ko qaid-e-haram nahin hai

sari KHilqat hai sar jhukae
ek is gardan mein KHam nahin hai

jannat kya hai hawas ka dhoka
kya hogi KHushi ki gham nahin hai

sajda hai karishma-e-tasawwur
mat kah ki KHuda sanam nahin hai

(640) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai written by Ijtiba Rizvi at UrduPoint. Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai is one of the masterpieces written by Ijtiba Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Ijtiba Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ijtiba Rizvi' above.

Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Rah Mein Pech-o-KHam Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.