Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae, Urdu Ghazal By Imam Azam

Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Imam Azam. Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گرد و غبار دھوپ کے آنچل پہ چھا گئے

امام اعظم

گرد و غبار دھوپ کے آنچل پہ چھا گئے

اور گھن گرج کے شور بھی بادل پہ چھا گئے

اب تو کوئی کنول نہیں کھلتا ہے جھیل میں

اب کانٹے دار برگ ہی جل تھل پہ چھا گئے

وہ سو نہیں سکے گا کسی پل سکون سے

جب وسوسے بھی آنکھوں کے کاجل پہ چھا گئے

بجلی ستارے چاند شفق اور دھوپ چھاؤں

کیسے زمیں کے برہنہ جنگل پہ چھا گئے

اعظمؔ اسے وہ کہتے ہیں رنگوں کا ایک فن

جب داغ دھبے فرش کے مخمل پہ چھا گئے

امام اعظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae

Imam Azam

gard-o-ghubar dhup ke aanchal pe chha gae
aur ghan-garaj ke shor bhi baadal pe chha gae

ab to koi kanwal nahin khilta hai jhil mein
ab kanTe-dar barg hi jal-thal pe chha gae

wo so nahin sakega kisi pal sukun se
jab waswase bhi aankhon ke kajal pe chha gae

bijli sitare chand shafaq aur dhup chhanw
kaise zamin ke barhana jangal pe chha gae

'azam' ise wo kahte hain rangon ka ek fan
jab dagh dhabbe farsh ke maKHmal pe chha gae

(754) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae written by Imam Azam at UrduPoint. Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae is one of the masterpieces written by Imam Azam. You can also find the complete poetry collection of Imam Azam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Imam Azam' above.

Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gard-o-ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.