Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai, Urdu Ghazal By Imran Azeem

Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Imran Azeem. Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آسیب کا وحشت کے آنکھوں پہ اجارا ہے

عمران عظیم

آسیب کا وحشت کے آنکھوں پہ اجارا ہے

تاریک مناظر ہیں جگنو ہے نہ تارا ہے

کیا رت ہے کوئی پنچھی شاخوں پہ نہیں آتا

ساکت ہیں شجر سارے بے رنگ نظارا ہے

جب شہر میں آیا ہے مجھ سے بھی ملے گا وہ

اس آس میں خود کو بھی گھر کو بھی سنوارا ہے

کچھ اشک اداسی کے ہم راہ مسافر ہیں

دریا میں تغافل کے چاہت کا شکارا ہے

بھرپور تعلق کا دعویٰ تو نہیں کرتے

کچھ ہم بھی اسی کے ہیں کچھ وہ بھی ہمارا ہے

دن بھر کا تھکا ہارا پھر گھر کی طرف پلٹا

خوش رنگ تمنا نے ہر شام پکارا ہے

عمران عظیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai

Imran Azeem

aaseb ka wahshat ke aankhon pe ijara hai
tarik manazir hain jugnu hai na tara hai

kya rut hai koi panchhi shaKHon pe nahin aata
sakit hain shajar sare be-rang nazara hai

jab shahr mein aaya hai mujh se bhi milega wo
is aas mein KHud ko bhi ghar ko bhi sanwara hai

kuchh ashk udasi ke hamrah musafir hain
dariya mein taghaful ke chahat ka shikara hai

bharpur talluq ka dawa to nahin karte
kuchh hum bhi usi ke hain kuchh wo bhi hamara hai

din bhar ka thaka haara phir ghar ki taraf palTa
KHush-rang tamanna ne har sham pukara hai

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai written by Imran Azeem at UrduPoint. Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai is one of the masterpieces written by Imran Azeem. You can also find the complete poetry collection of Imran Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Imran Azeem' above.

Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.