Raste Jis Taraf Bulate Hain, Urdu Ghazal By Inam Nadeem

Raste Jis Taraf Bulate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inam Nadeem. Raste Jis Taraf Bulate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raste Jis Taraf Bulate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

راستے جس طرف بلاتے ہیں

انعام ندیم

راستے جس طرف بلاتے ہیں

ہم اسی سمت چلتے جاتے ہیں

روز جاتے ہیں اپنے خوابوں تک

روز چپ چاپ لوٹ آتے ہیں

اڑتے پھرتے ہیں جو خس و خاشاک

یہ کوئی داستاں سناتے ہیں

یہ محبت بھی ایک نیکی ہے

اس کو دریا میں ڈال آتے ہیں

یاد کے اس کھنڈر میں اکثر ہم

اپنے دل کا سراغ پاتے ہیں

شام سے جل رہے ہیں بے مصرف

ان چراغوں کو اب بجھاتے ہیں

انعام ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raste Jis Taraf Bulate Hain

Inam Nadeem

raste jis taraf bulate hain
hum usi samt chalte jate hain

roz jate hain apne KHwabon tak
roz chup-chap lauT aate hain

uDte phirte hain jo KHas o KHashak
ye koi dastan sunate hain

ye mohabbat bhi ek neki hai
is ko dariya mein Dal aate hain

yaad ke is khanDar mein aksar hum
apne dil ka suragh pate hain

sham se jal rahe hain be-masraf
in charaghon ko ab bujhate hain

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raste Jis Taraf Bulate Hain written by Inam Nadeem at UrduPoint. Raste Jis Taraf Bulate Hain is one of the masterpieces written by Inam Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Inam Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inam Nadeem' above.

Raste Jis Taraf Bulate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raste Jis Taraf Bulate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.