Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai, Urdu Ghazal By Inamullah Khan Yaqeen

Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inamullah Khan Yaqeen. Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگرچہ عشق میں آفت ہے اور بلا بھی ہے

انعام اللہ خاں یقین

اگرچہ عشق میں آفت ہے اور بلا بھی ہے

نرا برا نہیں یہ شغل کچھ بھلا بھی ہے

اس اشک و آہ میں سودا بگڑ نہ جائے کہیں

یہ دل کچھ آب رسیدہ ہے کچھ جلا بھی ہے

یہ آرزو ہے کہ اس بے وفا سے یہ پوچھوں

کہ میرے بے مزا رکھنے میں کچھ مزا بھی ہے

یہ کون ڈھب ہے سجن خاک میں ملانے کا

کسو کا دل کبھو پانو تلے ملا بھی ہے

یقیںؔ کا شور جنوں سن کے یار نے پوچھا

کوئی قبیلۂ مجنوں میں کیا رہا بھی ہے

انعام اللہ خاں یقین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai

Inamullah Khan Yaqeen

agarche ishq mein aafat hai aur bala bhi hai
nira bura nahin ye shaghl kuchh bhala bhi hai

is ashk o aah mein sauda bigaD na jae kahin
ye dil kuchh aab-rasida hai kuchh jala bhi hai

ye aarzu hai ki us bewafa se ye puchhun
ki mere be-maza rakhne mein kuchh maza bhi hai

ye kaun Dhab hai sajan KHak mein milane ka
kasu ka dil kabhu panw tale mila bhi hai

'yaqin' ka shor-e-junun sun ke yar ne puchha
koi qabila-e-majnun mein kya raha bhi hai

(807) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai written by Inamullah Khan Yaqeen at UrduPoint. Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai is one of the masterpieces written by Inamullah Khan Yaqeen. You can also find the complete poetry collection of Inamullah Khan Yaqeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inamullah Khan Yaqeen' above.

Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.