Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein, Urdu Ghazal By Inder Saraazi

Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inder Saraazi. Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روتے ہیں جب بھی ہم دسمبر میں

اندر سرازی

روتے ہیں جب بھی ہم دسمبر میں

جم سے جاتے ہیں غم دسمبر میں

جو ہمیں بھول ہی گیا تھا اسے

یاد آئے ہیں ہم دسمبر میں

سارے شکوے گلے بھلا کے اب

لوٹ آ اے صنم دسمبر میں

کس کا غم کھائے جا رہا ہے تمہیں

آنکھ کیوں ہے یہ نم دسمبر میں

یاد آتا ہے وہ بچھڑنا جب

خوب روئے تھے ہم دسمبر میں

وہی پل ہے وہی ہے شام حزیں

آج پھر بچھڑے ہم دسمبر میں

بس یہی اک تمنا ہے اندرؔ

کاش مل جائیں ہم دسمبر میں

اندر سرازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein

Inder Saraazi

rote hain jab bhi hum december mein
jam se jate hain gham december mein

jo hamein bhul hi gaya tha use
yaad aae hain hum december mein

sare shikwe-gile bhula ke ab
lauT aa ai sanam december mein

kis ka gham khae ja raha hai tumhein
aankh kyun hai ye nam december mein

yaad aata hai wo bichhaDna jab
KHub roe the hum december mein

wahi pal hai wahi hai sham-e-hazin
aaj phir bichhDe hum december mein

bas yahi ek tamanna hai 'indar'
kash mil jaen hum december mein

(1131) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein written by Inder Saraazi at UrduPoint. Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein is one of the masterpieces written by Inder Saraazi. You can also find the complete poetry collection of Inder Saraazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inder Saraazi' above.

Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rote Hain Jab Bhi Hum December Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.