Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah, Urdu Ghazal By Inderjit Nirdosh

Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inderjit Nirdosh. Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے ان کا وصل گوہر نایاب کی طرح

اندر جیت نردوش

ہے ان کا وصل گوہر نایاب کی طرح

ہو جائے ہے وہ عید کے مہتاب کی طرح

اے شوق عشق خیر ہو تیرے شباب کی

ہم کو کئے ہو ماہیٔ بے آب کی طرح

للہ یوں نہ دیکھیے ترچھی نگاہ سے

ڈر ہے بکھر نہ جاؤں میں سیماب کی طرح

دعوت پہ میری آپ جو آئے ہیں شکریہ

خوشیوں کے اشک بہتے ہیں سیلاب کی طرح

اس دل کے دشت کوچۂ ویراں میں رات دن

بھٹکا کرے ہیں حسرتیں اعراب کی طرح

نردوشؔ اپنی زندگی ہے ساز غم کا تار

اور چھیڑے ان کی بے رخی مضراب کی طرح

اندر جیت نردوش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah

Inderjit Nirdosh

hai un ka wasl gauhar-e-nayab ki tarah
ho jae hai wo id ke mahtab ki tarah

ai shauq-e-ishq KHair ho tere shabab ki
hum ko kiye ho mahi-e-be-ab ki tarah

lillah yun na dekhiye tirchhi nigah se
Dar hai bikhar na jaun main simab ki tarah

dawat pe meri aap jo aae hain shukriya
KHushiyon ke ashk bahte hain sailab ki tarah

is dil ke dasht-e-kucha-e-viran mein raat-din
bhaTka kare hain hasraten erab ki tarah

'nirdosh' apni zindagi hai saz-e-gham ka tar
aur chheDe un ki be-ruKHi mizrab ki tarah

(764) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah written by Inderjit Nirdosh at UrduPoint. Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah is one of the masterpieces written by Inderjit Nirdosh. You can also find the complete poetry collection of Inderjit Nirdosh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inderjit Nirdosh' above.

Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Un Ka Wasl Gauhar-e-nayab Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.