Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگرچہ وسعت امکاں نظر میں چھوڑ گیا

اقبال انجم

اگرچہ وسعت امکاں نظر میں چھوڑ گیا

سفر کا شوق غبار سفر میں چھوڑ گیا

کچھ ایسے گزرا ہے پاگل ہوا کا اک جھونکا

عجیب خوف سا اک اک شجر میں چھوڑ گیا

بچھڑتے وقت جو اس نے کہا تھا چپکے سے

وہ ایک لفظ مجھے رہ گزر میں چھوڑ گیا

نہ آہٹیں نہ صدائیں نہ دستکیں نہ امید

نہ جانے کون تھا کچھ بھی نہ گھر میں چھوڑ گیا

ابھرتے ڈوبتے گزری تمام شب انجمؔ

اداس چاند مجھے کس بھنور میں چھوڑ گیا

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya

Iqbal Anjum

agarche wusat-e-imkan nazar mein chhoD gaya
safar ka shauq ghubar-e-safar mein chhoD gaya

kuchh aise guzra hai pagal hawa ka ek jhonka
ajib KHauf sa ek ek shajar mein chhoD gaya

bichhaDte waqt jo us ne kaha tha chupke se
wo ek lafz mujhe rahguzar mein chhoD gaya

na aahaTen na sadaen na dastaken na umid
na jaane kaun tha kuchh bhi na ghar mein chhoD gaya

ubharte Dubte guzri tamam shab 'anjum'
udas chand mujhe kis bhanwar mein chhoD gaya

(1150) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agarche Wusat-e-imkan Nazar Mein ChhoD Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.