ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھوٹی ہی سہی بات کی تاثیر تو دیکھو

اقبال انجم

چھوٹی ہی سہی بات کی تاثیر تو دیکھو

تھوڑا سا مگر زہر بجھا تیر تو دیکھو

پل بھر میں بکھر جائیں گے مٹی کے گھروندے

بچوں کی مگر حسرت تعمیر تو دیکھو

کس کس کے تعاقب میں بھٹکتی رہی آنکھیں

ٹوٹے ہوئے اک خواب کی تعبیر تو دیکھو

لوٹ آئیں گے پھر گھر کی طرف شام کو پنچھی

پیروں سے لپٹتی ہوئی زنجیر تو دیکھو

نکلی جو بھنور سے تو مسافر تھے ندارد

ٹوٹی ہوئی اس ناؤ کی تقدیر تو دیکھو

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho

Iqbal Anjum

chhoTi hi sahi baat ki tasir to dekho
thoDa sa magar zahr-bujha tir to dekho

pal bhar mein bikhar jaenge miTTi ke gharaunde
bachchon ki magar hasrat-e-tamir to dekho

kis kis ke taaqub mein bhaTakti rahi aankhen
TuTe hue ek KHwab ki tabir to dekho

lauT aaenge phir ghar ki taraf sham ko panchhi
pairon se lipaTti hui zanjir to dekho

nikli jo bhanwar se to musafir the nadarat
TuTi hui is naw ki taqdir to dekho

(1249) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho written by Iqbal Anjum at UrduPoint. ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho is a widely read Urdu Ghazal. If you like ChhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir To Dekho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.