Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar Quraishi

Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar Quraishi. Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے سب کو دھن شکار کی کس کو یہ دھیان ہے

اقبال اشہر قریشی

ہے سب کو دھن شکار کی کس کو یہ دھیان ہے

وہ شاخ کھوکھلی ہے کہ جس پر مچان ہے

اک بار چوم لوں در و دیوار تو چلوں

جیسا بھی ہے یہ میرا پرانا مکان ہے

خود اپنا عکس دیکھ کے چکرا گیا ہوں میں

آئینہ دیکھنا بھی کڑا امتحان ہے

میں خود ہی زہر اس کے پیالے میں گھول دوں

اور خود ہی یہ کہوں وہ بہت بد زبان ہے

فی الحال تو زمیں پہ ہے اس بات کو نہ بھول

معلوم ہے بہت تری اونچی اڑان ہے

اقبال اشہر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai

Iqbal Ashhar Quraishi

hai sab ko dhun shikar ki kis ko ye dhyan hai
wo shaKH khokhli hai ki jis par machan hai

ek bar chum lun dar-o-diwar to chalun
jaisa bhi hai ye mera purana makan hai

KHud apna aks dekh ke chakra gaya hun main
aaina dekhna bhi kaDa imtihan hai

main KHud hi zahr us ke piyale mein ghol dun
aur KHud hi ye kahun wo bahut bad-zaban hai

filhaal tu zamin pe hai is baat ko na bhul
malum hai bahut teri unchi uDan hai

(606) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai written by Iqbal Ashhar Quraishi at UrduPoint. Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar Quraishi' above.

Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Sab Ko Dhun Shikar Ki Kis Ko Ye Dhyan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.