KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar Quraishi

KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar Quraishi. KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہش ہمارے خون کی لبریز اب بھی ہے

اقبال اشہر قریشی

خواہش ہمارے خون کی لبریز اب بھی ہے

کچھ نرم پڑ گئی ہے مگر تیز اب بھی ہے

اس زندگی کے ساتھ بزرگوں نے دی ہمیں

اک ایسی مصلحت جو شر انگیز اب بھی ہے

حالانکہ اضطراب ہے ظاہر سکون سے

کیا کیجیے اس کا لہجہ دل آویز اب بھی ہے

مدت ہوئی شباب کے چرچے تھے شہر میں

وہ زعفرانی رنگ ستم خیز اب بھی ہے

اشہرؔ بہت سی پتیاں شاخوں سے چھن گئیں

تفسیر کیا کریں کہ ہوا تیز اب بھی ہے

اقبال اشہر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai

Iqbal Ashhar Quraishi

KHwahish hamare KHun ki labrez ab bhi hai
kuchh narm paD gai hai magar tez ab bhi hai

is zindagi ke sath buzurgon ne di hamein
ek aisi maslahat jo shar-angez ab bhi hai

haalanki iztirab hai zahir sukun se
kya kije us ka lahja dil-awez ab bhi hai

muddat hui shabab ke charche the shahr mein
wo zafrani rang sitam-KHez ab bhi hai

'ashhar' bahut si pattiyan shaKHon se chhin gain
tafsir kya karen ki hawa tez ab bhi hai

(440) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai written by Iqbal Ashhar Quraishi at UrduPoint. KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar Quraishi' above.

KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahish Hamare KHun Ki Labrez Ab Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.