Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar Quraishi

Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar Quraishi. Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ گھر سراب تمنا دکھائی دیتا ہے

اقبال اشہر قریشی

یہ گھر سراب تمنا دکھائی دیتا ہے

جسے بھی دیکھیے پیاسا دکھائی دیتا ہے

یہ کائنات بھی اک خواب نا تمام سی ہے

اور اس کا سلسلہ دھوکا دکھائی دیتا ہے

قریب آئے تو لگتا ہے جسم خوشبو کا

وہ دور سے کوئی شعلہ دکھائی دیتا ہے

میں اک مکان کی تعریف کس طرح کر دوں

یہ سارا شہر ہی اچھا دکھائی دیتا ہے

ہزار چہرے دھندلکوں میں کھو گئے اشہرؔ

جدھر بھی دیکھیے صحرا دکھائی دیتا ہے

اقبال اشہر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai

Iqbal Ashhar Quraishi

ye ghar sarab-e-tamanna dikhai deta hai
jise bhi dekhiye pyasa dikhai deta hai

ye kaenat bhi ek KHwab-e-na-tamam si hai
aur is ka silsila dhoka dikhai deta hai

qarib aae to lagta hai jism KHushbu ka
wo dur se koi shoala dikhai deta hai

main ek makan ki tarif kis tarah kar dun
ye sara shahr hi achchha dikhai deta hai

hazar chehre dhundlakon mein kho gae 'ashhar'
jidhar bhi dekhiye sahra dikhai deta hai

(530) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai written by Iqbal Ashhar Quraishi at UrduPoint. Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar Quraishi' above.

Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ghar Sarab-e-tamanna Dikhai Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.