Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar

Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar. Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹھہری ٹھہری سی طبیعت میں روانی آئی

اقبال اشہر

ٹھہری ٹھہری سی طبیعت میں روانی آئی

آج پھر یاد محبت کی کہانی آئی

آج پھر نیند کو آنکھوں سے بچھڑتے دیکھا

آج پھر یاد کوئی چوٹ پرانی آئی

مدتوں بعد چلا ان پہ ہمارا جادو

مدتوں بعد ہمیں بات بنانی آئی

مدتوں بعد پشیماں ہوا دریا ہم سے

مدتوں بعد ہمیں پیاس چھپانی آئی

مدتوں بعد کھلی وسعت صحرا ہم پر

مدتوں بعد ہمیں خاک اڑانی آئی

مدتوں بعد میسر ہوا ماں کا آنچل

مدتوں بعد ہمیں نیند سہانی آئی

اتنی آسانی سے ملتی نہیں فن کی دولت

ڈھل گئی عمر تو غزلوں پہ جوانی آئی

اقبال اشہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai

Iqbal Ashhar

Thahri Thahri si tabiat mein rawani aai
aaj phir yaad mohabbat ki kahani aai

aaj phir nind ko aankhon se bichhaDte dekha
aaj phir yaad koi choT purani aai

muddaton baad chala un pe hamara jadu
muddaton baad hamein baat banani aai

muddaton baad pasheman hua dariya hum se
muddaton baad hamein pyas chhupani aai

muddaton baad khuli wusat-e-sahra hum par
muddaton baad hamein KHak uDani aai

muddaton baad mayassar hua man ka aanchal
muddaton baad hamein nind suhani aai

itni aasani se milti nahin fan ki daulat
Dhal gai umr to ghazlon pe jawani aai

(810) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai written by Iqbal Ashhar at UrduPoint. Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar' above.

Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thahri Thahri Si Tabiat Mein Rawani Aai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.